Bitter Gourd (Karela) Karela Ki English Bitter Gourd ( Karela) is a very useful vegetable. It has Calcium, Magnesium, Potassium, Phosphorus, Sodium, Zinc, Copper, Fiber, Protein, Selenium, Vitamin A and C. Bitter Gourd is useful for diabetes and lever problem. It is very useful for Skin treatment Karela Benefits In Urdu Bitter Gourd ( Karela ) yeh sabzi pore barre sagheer mein khai aur ugaai jati hai. Yeh apne tibbi fawaiyde ki wajah se Maghrabi duniya mein bhi kafi maqbool ho rahi hai. Karela beshumar ghizai ajzaa par mushtamil sabzi hai. Is mein Calcium, Magnesium, Phosphorus, Potassium, Sodium, Zinc, Copper, Protein, Selenium, Fiber, Vitamin A aur C bhi hota hai. Ghazaiyat se bharpoor hone ki wajah se yeh beshumar amraaz mein faiyda pohnchati hai. Is liye atbaa o hukma arsaa daraz se karela ko dawaiyon mein bhi istemal kar rahe hain aur Karela paka kar khane ka mashwara bhi sete hain. Baaz log is ki karhwahat ki wajah se ise na pasand karte hain, lekin agar Kar...
Comments
Post a Comment